Showing posts with label Humour. Show all posts
Showing posts with label Humour. Show all posts

Sunday, 27 August 2017

Beautiful Apsara Proposes To Ravan

A very beautiful Apsara proposes to Ravan-
Apsara: Will you marry me?
Ravan: HAHAHAHAHAHAHAHAHAHA
Apsara: Stupid... is mein hansne ke liye kya tha. Get lost.
Ravan (after she leaves):
Tells to all his ten heads..
*Kamino* !
*abse sirf beech wala sar hi 'HA' bolega*

Naukar hu

*मालकिन:* यू डफ़र, एक भी काम ढंग से नहीं करता बतमीज़!

*नौकर:* मैडम सलीके से बात कीजिए मैं आपका नौकर हूँ,



शौहर नहीं! 😜😄😂

Wednesday, 28 May 2008

Kaash pyar ka insurance ho jata

Kaash pyar ka insurance ho jata,
Pyar karne se pahle premium bharwaya jata,
Pyar me wafa mile to theek,
Warn bewafao pe jo kharcha hota,
Uska claim to mil jaata?

What is marriage?

What is marriage?
Ans: 1 yr " Alpenlibe: Ji lalchaye rha na jaye,
2nd yr "TVS" Meelo chalti muskaan,
3rd Yr " Kinetic" Sabki hawa nikaal de,
4th yr "Chloromint" Dobara mat poochna

Tuesday, 11 March 2008

Jis Tarah 1 Machhar Ko Marne Se

Jis Tarah 1 Machhar Ko Marne Se
Tum Shikari Nahi Ban Jaoge,
Theek Usi Tarah 10-12 SMS Karne Se
Tum Bhikari Nahi Ban Jaoge....
So Keep Messeging.

Happy Birthday

Happy Birthday
*
*
*
*
*
*
*
*
*
*
Tumko kya laga?
Tum Nahi bataoge
To hume pata nahi chalega
k aaj 'ANIMALS DAY' hai
*
*
*
Naughty......
Again Happy B'day

Monday, 11 February 2008

Kaisa zamaana aa gaya hai

Kaisa zamaana aa gaya hai
Idea waalo ne had kar di,
Bade Bade poster me ek,
Ladki dikhate hai,
Aur likhte hai,
Lage raho raat bhar,
Sirf 10 paise me

Are o saambha

Gabbar : Are o Saambha
Ye SMS padhne waala insaan hai ki langoor?
Saambha: Agar reply kiya to insaan,
nahi to langoor...
Abhi pata chal jayega

Santa

Amitabh: aapka akhiri sawaal
1 crore ka ...
Aapke baap ka naam kya hai?
Santa hasne laga
Amitabh: Aap has kyo rahe hai?
Santa : Aapne abhi tak option nahi bataya?

Popular Posts