Showing posts with label Complaint. Show all posts
Showing posts with label Complaint. Show all posts

Tuesday, 7 July 2020

मोबाइल की बैटरी

बदल गया है अब बहुत ज़माना 
अब पहले जैसा नहीं रहा, 
पहले लोग माँ के पैर  छू  कर निकलते थे ,
अब मोबाइल की बैटरी फुल करके निकलते है.
😔😔

Wednesday, 18 June 2008

Ek Ajnabi Se Mujhe Itna Pyar Kyun Hai
Inkaar Karne Par Chahat Ka Ikrar Kyun Hai
Use Paana Nahi Apni Taqdeer Me Shayad
Phir Bhi Har Mod Par Uska Intezaar Kyun Hai.

Sunday, 15 June 2008

Door Nigahon Se Bar Bar Na Jaya Karo

Door Nigahon Se Bar Bar Na Jaya Karo,
Dil Ko Is Kadar Na Tadpaya Karo,
Tum Bin Ek Pal Bhi Na Jee Sakenge Hum,
Ye Ehsaas Bar Bar Na Dilaya Karo

Saturday, 14 June 2008

Zindagi Ka Raaz Raaz Rehne Do

Zindagi Ka Raaz Raaz Rehne Do
Koi Hai agar Aitraaz, Aitraaz Rehne Do,
Jab Ye Dil Dil Se Baat Karna Chaahe,
Dost Ye Mat Kehna Aaj Rehne Do.

Wednesday, 11 June 2008

Bina Dard Ke Aansoo Bahaye Nahi Jaate

Bina Dard K Aansoo Bahaye Nahi Jaate,
Bina Pyar K Rishte Nibhaye Nahi Jaate,
Zindagi Me Ek Baat Yaad Rakhna,
Kisi Ko Rula K Apne Sapne Sajaye Nahi Jaate.

Sunday, 8 June 2008

Unko yaad karne ka hisaab na aaya

Unko yaad karne ka hisaab na aaya,
Mere kisi bhi sawaal ka jawaab na aaya,
Hum jaagte rahe unki yaad mein,
Unhe sokar bhi humara khwaab na aaya.

Tuesday, 3 June 2008

Todna hota to rishta hum na banate

Todna hota to rishta hum na banate,
Ummeed nahi hoti to hum sapne na sajaate,
Aitbaar kiya humne aapki dosti par,
Bharosa na hota to aapse haath na milate.

Tuesday, 27 May 2008

Dar dar bhatakte firte hai

Dar dar bhatakte firte hai,
armaan ki tarah,
Har koi milta hai,
Anjaan ki tarah,
Doston se call ki
Aas kya rakhna,
Ye to SMS bhi bhejte hai,
Ehsaan ki tarah

Monday, 12 May 2008

Jo pyar na kare wo dil kis kaam ka?

Jo pyar na kare wo dil kis kaam ka?
Dosti na kare wo insaan kis kaam ka?
Ye dibba jo aap lekar ghoomte hai,
Jo SMS na kare to ye dibba kis kaam ka?

Thursday, 10 April 2008

Mil kar bichadna dastoor hai

Mil kar bichadna dastoor hai Zindagi ka,
Ek yahi kissa mashhoor hai Zindagi ka,
Beete hue pal kabhi laut kar nahi aate,
Ye sabse bada kasoor hai zindagi ka.

Monday, 11 February 2008

Baagon me phool khilte rahenge

Baagon me phool khilte rahenge,
Raato ko diye jalte rahenge,
Dua hai khuda se, aap
Khush rahe hamesha,
Baki tang to hum,
Aapko karte rahenge

Popular Posts